Download OST Maaf Shaaf Honey Moon mp3. Rahat Fateh Ali Khan sung this song and Khalil Ur Rehman Qamar wrote the lyrics. Combination of Rahat and Khalil always end up with masterpiece. The title song is definitely hit different because of the lyrics and voice of the singer. Green Entertainment finally announced their launch date which is 10th of July and you can expect to watch Honey Moon in the first week of the launch but till now, enjoy download Maaf Shaaf Honey Moon OST mp3:
Roop se sarshar bhi ho
Roop aisa hai ke tum
Husn ka shakar bhi ho
Dil ke saude main magar
Husn hi kafi to nahein
Pyar kar lunga btao to vafadar bhi ho
Daam bolo to lgaye se bhi mil jaate hai
Husn or roop kiraye pe bhi mil jaate hai
Mujhe maaf shaaf sikhao mat
Mere paas zarfe khuda nahein
Mere paas sidha javav hai
Tu Mera nahein main tera nahein
Mujhe maaf shaaf sikhao mt
Mere pass zarfe khuda nahein
Zara beth chal koi baat kar
Jo guzar gayi use yaad kar
Tu Gaya tha jab mujhe chodh kar
Mujhe dil ke sath hi todh kar
Maine Dil ko fir se bana liya
Maine Dil kisi se laga liya
Bata ke fir Tera kya hua
Jise tu mila vo tujhe Mila
Tu bharam na rakh tu karam na kar
Tu bata mujhe tu sharam na kar
Tu bata nazar se jo gir gaya
Tu bata nazar se jo gir gaya
Koi usse badh ke gira nahein
Mujhe maaf shaaf sikhao mt
Mere pass zarfe khuda nahein
Kabhi yaad kar tune kya kiya
Tune dil ko dil se judaa kiya
Ye haya jo nutfa-e-noor thi
Ye Nazar Nazar ka gurur thi
Ye wafa ki baat jo khaas hai
Ye mohabbaton ka libaas hai
Vo libaas pal main utar gaya
Tu bata ke fir tu kidhar Gaya
Ye jo haal tera kharab hai
Ye badan pe rooh ka ajaab hai
Ye khuda ke ho chuke faisle
Ye khuda ke ho chuke faisle
Bewafao ka vo khuda nahein
Mujhe maaf shaaf sikhao mat
Mere pass zarfe khuda nahein
Download Maaf Shaaf Honey Moon OST
Lyrics of Maaf Shaaf Honey Moon Title Song
Husn aisa hai ke tumRoop se sarshar bhi ho
Roop aisa hai ke tum
Husn ka shakar bhi ho
Dil ke saude main magar
Husn hi kafi to nahein
Pyar kar lunga btao to vafadar bhi ho
Daam bolo to lgaye se bhi mil jaate hai
Husn or roop kiraye pe bhi mil jaate hai
Mujhe maaf shaaf sikhao mat
Mere paas zarfe khuda nahein
Mere paas sidha javav hai
Tu Mera nahein main tera nahein
Mujhe maaf shaaf sikhao mt
Mere pass zarfe khuda nahein
Zara beth chal koi baat kar
Jo guzar gayi use yaad kar
Tu Gaya tha jab mujhe chodh kar
Mujhe dil ke sath hi todh kar
Maine Dil ko fir se bana liya
Maine Dil kisi se laga liya
Bata ke fir Tera kya hua
Jise tu mila vo tujhe Mila
Tu bharam na rakh tu karam na kar
Tu bata mujhe tu sharam na kar
Tu bata nazar se jo gir gaya
Tu bata nazar se jo gir gaya
Koi usse badh ke gira nahein
Mujhe maaf shaaf sikhao mt
Mere pass zarfe khuda nahein
Kabhi yaad kar tune kya kiya
Tune dil ko dil se judaa kiya
Ye haya jo nutfa-e-noor thi
Ye Nazar Nazar ka gurur thi
Ye wafa ki baat jo khaas hai
Ye mohabbaton ka libaas hai
Vo libaas pal main utar gaya
Tu bata ke fir tu kidhar Gaya
Ye jo haal tera kharab hai
Ye badan pe rooh ka ajaab hai
Ye khuda ke ho chuke faisle
Ye khuda ke ho chuke faisle
Bewafao ka vo khuda nahein
Mujhe maaf shaaf sikhao mat
Mere pass zarfe khuda nahein