Download OST of Dobara mp3. This beautiful title song hasb een composed by famous Shuja Haider and Sehar Gul Khan & Shuja Haider and sung it in their beautiful voices. The lyrics of Dobara has been writen by Imran Narmi & Shuja Haider. The story of drama is different than what we usually see on TV. This is why this is becoming a famous show on Hum TV. You can download the OST in mp3 below.

Download Dobara OST by HUM TV



Lyrics of Dobara Title Song


Muddaton Ke Baad Hum Bhi
Sarr Phiray Hogaye Hain
Jo Kabhi Na Tha Humara
Hum Usi Ke Hogaye Hain

Tere Janay Ke Baad Hum Ne
Yaara Khud Ko Paa Liya Hai
Jo Hua So Ho Chuka Kai
Jo Hua So Ho Chuka Hai
Is Zamanay Ko Kiya Pata Hai

Dil Lagaya Hai Dobara
Han Dobara Kiya Karun
Jo Kabhi Na Tha Humara
Hai Humara Kiya Karun

tumse doori ne kia hai
ye ishara kia karun
Hum Ko Ulfat Ne Bigaara
Hai Dobara Kia Karun

Khud Ko Hum Ne Hai Sambhala
Ab Dobara Kiya Karun
Doobtay Ko Mila Hai
Tinkay Ka Sahara Kiya Karun

Ayenay Se Aj Hum Ne
Saar Utha ke Ye Kaha Hai
Muskurana Seekhlo Tum
Aansuon Ne Kiya Diya Hai

Tera Mai Ho Gaya
Bas Tujh Mein Kho Gaya
Dunya Kia Kahe Gi
Isse Mein Bari Ho Gaya

Jo Muqaddar Main Likha Tha
Wo To Humne Ji Liya Hai
Jaam Karwa Zindagi Ne
Jo Pilaya Pi Liya Hai

Ab Kahani Hum Likhengey
Ek Khahani Hum Likhengey
Har Safay Pe Naam Apna

Har Safay Pe Naam Apna
Bekhudi Se Likh Dia Hai

Tumse Doori Ne Kia Hai
Ye Ishara Kia Karun
Hum Ko Ulfat Ne Bigaara
Hai Dobara Kia Karun

Dil Lagaya Hai Dobara
Han Dobara Kia Karun
Jo Kabhi Na Tha Humara
Hai Humara Kia Karun

Download Dobara OST mp3 and Lyrics by HUM TV



Download OST of Dobara mp3. This beautiful title song hasb een composed by famous Shuja Haider and Sehar Gul Khan & Shuja Haider and sung it in their beautiful voices. The lyrics of Dobara has been writen by Imran Narmi & Shuja Haider. The story of drama is different than what we usually see on TV. This is why this is becoming a famous show on Hum TV. You can download the OST in mp3 below.

Download Dobara OST by HUM TV



Lyrics of Dobara Title Song


Muddaton Ke Baad Hum Bhi
Sarr Phiray Hogaye Hain
Jo Kabhi Na Tha Humara
Hum Usi Ke Hogaye Hain

Tere Janay Ke Baad Hum Ne
Yaara Khud Ko Paa Liya Hai
Jo Hua So Ho Chuka Kai
Jo Hua So Ho Chuka Hai
Is Zamanay Ko Kiya Pata Hai

Dil Lagaya Hai Dobara
Han Dobara Kiya Karun
Jo Kabhi Na Tha Humara
Hai Humara Kiya Karun

tumse doori ne kia hai
ye ishara kia karun
Hum Ko Ulfat Ne Bigaara
Hai Dobara Kia Karun

Khud Ko Hum Ne Hai Sambhala
Ab Dobara Kiya Karun
Doobtay Ko Mila Hai
Tinkay Ka Sahara Kiya Karun

Ayenay Se Aj Hum Ne
Saar Utha ke Ye Kaha Hai
Muskurana Seekhlo Tum
Aansuon Ne Kiya Diya Hai

Tera Mai Ho Gaya
Bas Tujh Mein Kho Gaya
Dunya Kia Kahe Gi
Isse Mein Bari Ho Gaya

Jo Muqaddar Main Likha Tha
Wo To Humne Ji Liya Hai
Jaam Karwa Zindagi Ne
Jo Pilaya Pi Liya Hai

Ab Kahani Hum Likhengey
Ek Khahani Hum Likhengey
Har Safay Pe Naam Apna

Har Safay Pe Naam Apna
Bekhudi Se Likh Dia Hai

Tumse Doori Ne Kia Hai
Ye Ishara Kia Karun
Hum Ko Ulfat Ne Bigaara
Hai Dobara Kia Karun

Dil Lagaya Hai Dobara
Han Dobara Kia Karun
Jo Kabhi Na Tha Humara
Hai Humara Kia Karun